HERE are Allama Muhammad Iqbal most popular poetic lines/verses to be used in speeches, essays and articles. Also make Allama Iqbal posters using these ashaar.اشعار
علامہ اقبال کے مشہور
اشعار
علامہ اقبال برصغیر کے عظیم مسلمان شاعر تھے۔ انھیں شاعر مشرق بھی کہا جاتا ہے۔ علامہ اقبال نے فارسی اور اردو زبان میں روح بیدار کرنے والی شاعری کی۔ علامہ اقبال کے اشعار آج بھی تقاریر ، مضامین اور جلسوں میں استعمال ہوتے ہیں۔
1
Nahi cheez nakami koi zamaney mein
koi bura nhi qudrar k karkhaney mein
2
andaz e byan agarchey bohat sokh nhi
shaid k utar jaye dil mein tere baat
3
nahi hai naumeed Iqbal apni kast e veeran sey
zara nam ho tau bari zargaiz hai yeh matti saqi
5
Nhi tera nasheman Qadr e Sultani k gumbad per
tu Shaheen hai basera kr peharon ki chatanon per
6
yaqeen e muhkam, amal e pehum, muhabat fateh e alam
jehad e zindgani mey hain yeh mardon ki shamsheerain
7
khudi ko ker buland itna k hr taqdeer sey pehley
Khuda bandey sey khud puuchey k bta teri raza kia hai
8
lb pey aati hai dua bn k tamana meri
zindagi shama ki surat ho Khudya meri
9
aik hum Haram ki pasbani k liye
Neel k sahil sey ley kr ta bukhak e Kashgar
10
Tu Shaheen hai parwaz hai kaam tera
terey samney asman aur bhi hain
11
dil sey jo baat nikalti hai asr rakhti hai
per nhi taqat e parwaz magar rkhti hai
12
na tu zameen key liye, na asman k liye
jehan hai terey liye tu nhi juhan k liye
14
ho sadaqat k liye jis dil mey merney ki tarap
pehley apney peker e khaki mey jan paida kr
15
uqabi ruh jab paida hoti hai nojwanoun mey
nazr aati hai un ko apni manzil aasmanon mey
16
butun sey tujh ko umeedain, khuda sey na umeedi
mujhey bta tu sahi aur kafri kya hai
17
afrad k haathon mey hai aqwam ki taqdeer
hr fard hai millat k muqadar ka sitara
18
kafir tau shamsheer pey krta hai bhrosa
maumin hai tau betaigh bhi larta hai sipahi
19
koi andaza kr skta hai is k zor e bazu ka
niigah e mard e momin sey badal jati hain taqdeerain
20
dunya ki mehfilon sey ukta gya hum ya Rab
kya ltf anjmun ka jb dil hi bujh gya ho
21
22
یہ ایک سجدہ جسے تو گراں سمجھتا ہے
ہزار سجدے دیتا ہے آدمی کو نجات